Khwab Mein Rone Ki Tabeer
Khwab Mein Rona
خواب میں رونے کی تعبیر
خواب میں رونے کی تعبیر
Crying Dream Meaning
Aur yeh kay wohi hansata hai aur wohi rulata hai. (AL-Quran)
Agar aap apane khwab mein dekhate hain k chehare par rone ke nishaan hain, to yah dalil hai k use us k achchhe kaamon k lie tana diya jaega.
Khwab Mein Rone Ki Tabeer
Hazarat ibraahim karamaanee (r.a.h) ne farmaya hai k sapane mein rona khwab dekhna walay k liya khotaalar allah pak ki taraf se is ki bakhshish hai.
Khwab Mein Rona
Agar aap khwab mein dekhte hain k gonah par ya kise alam ki mahfil ya quran majeed padhnay mein roya aur moqa par jo is k moshaba hai to allah pak k karam par dalil hai. jo apay fazal say is par rahmat kari ga aur is k gonah bakhshi ga.
Khwab Mein Rone Ki Tabeer
Aur agar dekhay k roya hai aur aansoo is ki aannkhon se nahi niklay hai. dalil hai k gozishta kaam k na karnay say afsows karay ga aur toba kari ga.
Aur agar kise kiay hove kaam ki mosebat par baghir nowha aur zari k roya hai. dalil hai k shadi , khushi aur rabat dekhay ga. (milay ga)
Khwab Mein Rona
Hazarat jaafar saadiq (a.sa.) ne farmaaya hai k agar khwab mein dekhe k roya hai aur pir hansa hai dalil hai k is ki moot qareeb hai. farman e haaq tallah hai. ( woh hai hansata aur rolata hai. )
The Crying Dream Meaning Khwab Mein Rona and more dreams in urdu. dream interpretation & Dream Meanings in urdu hindi.
Read answers by islamic scholars and muslim mufti and maulana hafiz abdul fatah. answers taken by hadees sharif as well. read Khwab Mein Rone ki Tabeer Crying Dream Meaning according to khwab nama and islamic dreams dictionary.
خواب میں رونے کی تعبیر
خواب میں رونا
53 : سورة النجم 43
وَ اَنَّہٗ ہُوَ اَضۡحَکَ وَ اَبۡکٰی ﴿ۙ۴۳﴾
اور یہ کہ وہی ہے جو ہنساتا اور رلاتا ہے ۔
اگر خواب میں دیکھے کہ اس کے چہرے پر رونے سے نشان پڑ گئے ہیں دلیل ہے کہ اس کو نیک کام کے باعث طعنے ماریں گے۔
حضرت ابراہیم کرمانی رحمہ اللہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں رونا صاحب خواب کے لئے خوشی اور حق تعالیٰ کی بخشش ہے۔
اگر خواب میں دیکھے کہ گناہ پر یا کسی علم کی محفل یا قرآن مجید پڑھنے میں رویا اور موقع پر جو اس کے مشابہ ہے تو خدا تعالیٰ کے کرم پر دلیل ہے جو اپنے فضل سے اس پر رحمت کرے گا اور اس کے گنابخشے گا۔
اور اگر دیکھے کہ رویا ہے اور آنسو اس کی آنکھوں سے نہیں نکلے ہیں۔ دلیل ہے کہ گزشتہ کام کے نہ کرنے سے افسوس کرے گا اور توبہ کرے گا۔
اور اگر کسی کئے ہوئے کام کی مصیبت پر بغیر نوحہ اور زاری کے رویا ہے۔ دلیل ہے کہ شادی، خوشی اور راحت دیکھے گا۔
حضرت جعفر صادق علیہ السلام نے فرمایا ہے کہ اگر خواب میں دیکھے کہ رویا ہے اور پھر ہنسا ہے دلیل ہے کہ اس کی موت قریب ہے فرمان حق تعالیٰ ہے ۔
53 : سورة النجم 43
وَ اَنَّہٗ ہُوَ اَضۡحَکَ وَ اَبۡکٰی ﴿ۙ۴۳﴾
اور یہ کہ وہی ہے جو ہنساتا اور رلاتا ہے ۔
مزید تفصیل کے لئیے خواب میں مہندی دیکھنے کی تعبیر کا یہ ویڈیوں دیکھے۔
Khwab Mein Rona Aur Rone Dekhna Ki Tabeer Ka Video:
More Videos To Subscribe Channel
Ask Question #KhwabonKiTabeer
Please Like, Comment, Share and Subscribe THANK YOU!



No comments:
Post a Comment
asalam o alikum:
apnay khwab ki tabeer jane k liya
apna nam, age, jaga, khwab ka waqat, jo bih khwab dekha hai. is ko full bata dey waqat mila insha allah tafsel se aap ki khwab ka tabeer bata den gay.
sab se pahle hamari website aur youtube channel par apnay khwab ki tabeer talash kar k dekh lay shokreya